Tuesday 27 June 2017

How To Use Extension on Android Phone For Purchasing Redmi 4/4A on Amazon

HELLO DOSTO,
Aaj main aapke liye FIRST ON NET Trick laaya hu jise aapne kahi nahi dekha hoga. Aapne Extension ko Computer me Chrome me use kiya hoga lekin aapne ise mobile me use nahi kiya hoga.

Hairani wali baat to ye hai ki mobile me extension ka use chrome browser me na karke aapko Firfox me iska use kaise hota hai wo main aapko aaj is post ke madhyam se samjhaounga.

Chalo to main aapko step by step samjhata hu aap step by step follow kare. Aapko samjh me aa jayega.

Redmi 4 ya 4A ki mobiles phone purchase karne ke liye android mobile me extension ka use kaise kare?
1. Sabse pehle aap google play store se Firefox browser Install kar le.

2. Install hote hi Firfox ko open kare.

3. Ab aapko menu pe click karna hai menu me click karne ke liye uper aapko 3 Dots dikh rhe hoge wha click kare.

4. Ab aap Tools pe click karke Add-ons pe click kare.
Aapki uper diye huye screen shot saman screen khulegi ab aapko Browse all Firefox  Add-ons Pe click karna h

5. Uske baad aapko waha ek search ka option milega uper usme aapko CHROME
Search karna hai.

6. Ab aapko kush results show hoge usme se aapko sabse pehle wale pe click karna hai jiska naam h Chrome Store Foxified 

7. Chrome Store Foxified pe click karne ke baad aapko ek button dikhayi dega slid ka upe click kare jab tak ke wo pura green nahi ho jata wait kare
8. Uske baad aapko ek pop up aayega waha aapko batayega ki aapka Chrome Store Foxified successfully add ho chuka hai.

9. Ab aapko google pe jake search karna h google web store

10. Ab aapko chrome web store-extension ka option chunna hai

11. Chrome web store ka option chunne ke baad aapko firfox ke menu me jake Request to desktop view pe click karna hai.

12. Ab aapko screen pe dikhayi dega ki aapka Chrome browser nahi hai aur aapko chrome browser download karne ko kahega aap chinta mat kare aap sirf url link me jake pishe se unsupported ko hata de aur click kar de
13. Ab aapke browser me chrome web store khul jayega aapko jo bhi extension use karna hai use search kar sakte hai.

14. Agar Aapko 4.07.17 ki Redmi 4 sale ke liye extension chahiye to aap chrome web store ke search box me amazon auto buy search kare
15. Ab aapko results milenge aapko pehla aur tisre extension ko apne firfox ke add-ons me add karna hai price tracker aur amazon flash sale auto buy ko add karna h

16. Extension ko add karne ke liye add to firefox pe click kare ab aapke samne ek pop up aayega  Install temporary pe click kar de aapke firefox pe wo extension add ho jayega
NOTE:- aap Extension ko sale se 10-15 min pehle add kare aur firefox ko beground appe rehne de clear na kare nahi to agar aapne clear kar diya to extension hat jayega is liye sale ki 10 min pehle ye trick use kare.

Video Proof:-

Video proof and aur ache se samjhne ke liye aapko hume whatsapp karna hoga aapno aur achi tarah se samjh jayega jo hum aapko video denge usase.
Humara Whatsapp number  +639080234697  isko save kare aur is whatsapp kare send me video link

0 comments:

 
Design by Dinesh Ramrasar | Bloggerized by Free Blogger Templates | hindi tricks