Friday 24 November 2017

Whatsapp Ke Recalled Ya deleted Msg Ko Kaise pade?

Hello Dosto,
Aaj main aapko ek aisi trick bataunga Jisase aap Whatsapp ke Recalled msgs ko bhi Pad sakte hai. Whatsapp ne kush din pehle Recalled aur Deleted Ka Feature nikala tha Jisase ki galti se bheje gaye Msg ko vapas apni Taraf recalled kar diya jata hai ya Delete kar diya jata hai jisase samne wala wo message na pad sake.

aaj main aapko isi se Related ek Trick bata rha hu jisase ki aap kafi had tak kisi ke dwara delete kiya hua msg read kar sakte hai.


Whatsapp Ke Recalled Ya deleted Msg Ko Kaise pade?

1. Sabse pehle play store se Notification History app ko download kare. CLICK HERE
2. App ko open kare aur jaisi privency ki setting bolta hai vaise introduction ko follow kare.

3. Ab aap kisi ke dwara bheje gaye msg ko notification history ki madad se pad sakte hai. per iske liye kush shart hai jaise ki aapka net on hona chahiye,aapke whatsapp ka notification enable hona chahiye disabled nahi.

Example ke liye man lo jaise aapke friend ne aapko ek msg bheja aur turant delete kar diya aapko use padna hai to aap notification history me jake wo msg ko pad sakte hai. par aap only messages ko hi pad sakenge video ya photo ko nahi dekh sakte.

0 comments:

 
Design by Dinesh Ramrasar | Bloggerized by Free Blogger Templates | hindi tricks