Monday 6 March 2017

FACEBOOK ACCOUNT PATA KAISE LAGAYE FAKE HAI YA NAHI

Hello Dosto,
Aaj main aapko bataunga ki facebook ac ko kaise pata lagaye ki jo facebook ac chalata hai wo fake hai ya nahi.
Aapko bhi koi fake facebook account disturb kar kaha h. Lekin aapko pata nhi h ki ye fake profile h ya nhi. Bahut se boys fake facebook id banate h ladkiyo se chat karne ke liye. Par aapko koi disturb kar raha h to aap chutkiyo me pata kar sakate h ki account fake h ya nhi. Kaise main aapko batata hu kuchh ase tips jo jayatar fake account use karte h. 

 FACEBOOK ACCOUNT PATA KAISE LAGAYE FAKE HAI YA NAHI


Main aapko kush tips deta gu jisase aapko pata chal jayega ki fb account fake hai ya nahi.

Check Profiles Images 

Facebook Account ki sabhi profiles dekhe ki kitni profiles repeat hui h Aur kinti new h. Jayadater fake account ki profile images asi hoti h jo facebook user ko apni  aur aakrshit karti h.Facebook

 Profiles Dekhe

Jayadater fake account me apne baare me kuchh jayada nhi dala hota profile me. Jaise-school ka naam,colleges ka naam,
Aboutme,langauge,work,city.etc

Check All Friends List
Account ke mutual friends dekh kar bhi aap antaja laga sakate h ki aapke kitne friends mutual h.Facebook account ke total friends dekh kar bhi aap pahchan sakate h ki account fake h ya nhi vase jayadayer fake account me friends bahut jayada hote h.

 Messages Reply

Aap messege karte ho to fake account se ya to reply nhi aate ya aapko bahut jayada reply aate h agar asa h to account fake h.

See Account Timeline


Account ki timeline dekhe ki kitne post share huve h par day kinte like aate h aur kis prakar ke comments aate h aur kitne comments aate h.

     Maine jo aapko sabhi tips diye ye tips dhyan me rakhte huve aap kisi bhi account ko aasani se pahchan sakate h ki ye account fake h ya nhi.

0 comments:

 
Design by Dinesh Ramrasar | Bloggerized by Free Blogger Templates | hindi tricks