Monday 13 February 2017

facebok ke sabhi dosto ko ek sath Fb group me kaise add kare?


Hello Dosto,
  Aaj ki post me main apko bataunga ki kaise aap ek click se apne sabhi friends ko facebook group me add kar sakte hai. Ye baat shayed kam hi log jante honge ki Facebook page ki tulna me Facebook Group se jyda traffic apke blog me ata hai. Iska sabse karna ye hai ki Facebook Page ke liye Likes lena badi mehnat ka kaam hota hai. Chalo main aapko niche iski proccess batata hu

How to add all your Facebook Friends with single click

1. Sabse pehle aapko jis group me members add karna hai us group me jaye

2. Group me jakar  keyboard se F12 key press kare.

3. Ab apke browser me ek coding wala box khulega jise inspect bhi kaha jata hai.

4. Ab yaha pe apko kuch tabs milegi. In tabs me aap Console ko choose kijiye.

5. Ab console me click karne ke baad apko yaha par  ek code paste karna hai.

6. Code ko yaha se niche di gayi link pe jakar copy kare

 Click here

7. Ab console par click karke niche code paste kar de.

8. Finally enter par click kare or thoda wait kare.

  Jaise hi Aap code paste krne ke baad enter pr click karoge aapke group me aapke sabhi friends add hone ki processing start ho jayegi. And isme kuch Seconds ya fir 1-2 minute ka time lagega.

Don’t worry yeh script  bikul safe hai. Mai already ise use kar chuka hu but fir bhi mai apako suggest karunga ki ise carefully or own risk par try karke kyuki aapki friend list badi hone par aapki ID block ya aap facebook group se block ho sakte ho.


0 comments:

 
Design by Dinesh Ramrasar | Bloggerized by Free Blogger Templates | hindi tricks